Sort:  

Haa ji mere bête ne bnaye h uske art class me 😃 mitti se

Posted via HiveSuite

Ye raha mera wala Bal Ganeshaa

Maine bhi bete ke saath banaya

Mera beta 5 saal kaa!

aapkaa!?

https://hivesuite.app/@sagarkothari88/qy6o79hh

Posted via HiveSuite

Mera 4.5 year ka … almost same age hi h
Fir to Aap Mujhe ek help kr sakte ho plz suggest a good game zone at Ahmadabad
As me es weekend aane wali hu mere bête ke sath … use wha ka game zone jana h

Posted via HiveSuite

मैं अभि कर्णावती नहीं रहता (अहमदाबाद गलत नाम हैं)
मैं अभी पुणे निवासी हो गया

कांकरिया तलाव, अक्षर धाम गांधीनगर - यहाँ जा सकते हों

Posted via HiveSuite

Acha … to fir wha ka plan bna lege … Shukriya

Posted via HiveSuite

बिलकुल

जाके आइये

कांकरिया तलाव बजट मैं रहेगा

अक्सर धाम तो उसकी तो बात ही अलग हैं.

आतंकवादीओने वही हमला किये थे बहुत साल पहले

Posted via HiveSuite

Haa ji Akshar dham bhi jana to h Ek baar

Posted via HiveSuite