Sort:  

kisi se ni ho payegaa
wo 2 din achha lagega
fir fat ke chaar ho jayegi.

vertical farming try karo

via HiveSuite

bhai option bahut hai, but people get jealous in village too sooner..... toh better to ward of evil eye. pta chala mujhe hi nanga kar diya

via HiveSuite

haa bhai.
sahi bataye
gaaw wale bahut jalte hain
bas yehi samjte hain ki inke paas bahut paise hain
laalchi ho jate hain wo log
bhai main prayas kar chuka hun
waha bi naakaam raha

via HiveSuite

hmmm maine toh dekha uske baad himmat hi nahi hui...unke samne nange bano raho tab sab thik hai, jayda pankh lagaya ki shikkar ho jaogey

via HiveSuite

exactly
nange banke hi rehna padta hain
yes, jyada pankh dikhane hain to jyada power bi dikhana padta hain
and hame wo aata nahi

via HiveSuite

haa bhai. better not to be in limelight

via HiveSuite

rightly said.
chalo
thank you for replies
good night

via HiveSuite