Sort:  

bhai
mere liye bi bahut hain
ye meri (and pure family ki) life time savings thi

naa mere pass bike hain, naa gaadi, naa banglaa
khel gya sattaa
udhisthir se bi badaa

via HiveSuite

bhai ab toh ram bharose hi hai

via HiveSuite

wahi :|

via HiveSuite

lekin keep doing your best

via HiveSuite

ji sir
koshise jari hain

via HiveSuite

hum toh wahi kar sakte hai baaki rab rakha

via HiveSuite

exactly
abhi sab kuchh raam bharose

karm kiye jaa rahe!

via HiveSuite