Ghar ki bani hui mazeedar murgh

in #khana6 years ago

Murgh hamari zindagi main aj kal bohat ahm ahia ur log murgh ko khana bohat pasand karte hain murgh fastfood main bhi istemal kia jata hai aur aj kal sab se ziada fastfood hi khaney k liye pasand kia jata hai main bhi murgh ko khana bohat pasand karta hon is k ailawa murgh ka bar b que bhi bohat ziada mazeedar aur laziz hota hai murgh ki biryani bhi Pakistan main bohat ziada khani pasand ki jati ahi abche bhi murgh k bane hue khaney khana bohat pasand karte hain murgh ko Pakistan main bohat c dishes main istemal kia jata hai jaise k murgh karahi murgh qorma murgh biryani murgh k bar b que murgh k burger sab se ziada Pakistan main khana pasand kiye jate hain mere bhi aj ghar main murgh ko khaney k liye banaya gaya aur murgh bohat hi mazeedar tha main ne bohat shoq se murgh ko khaya murgh ki karahi bhi mujhe bohat ziada pasand hai aur main murgh ki karahi bhi bohat shoq se khata hon murgh ko sabzio k saath bhi khaney k liye banaya jata hai aur mahmanoo ki kahtir tawaza k liye bhi murgh k khaney tayar kiye jate hain
1.jpg
2.jpg