Pizza khaa lo friend

in #pizza6 years ago

Pizza khaa raha hoon bhai log aaj ghar par hi pizza order kiya tha. Waise ek baat sach batau main pizza ka to bahut deewana hoon lekin aaj 1 din baad pizza khaa raha hoon. Aaj kal thoda control kiya hai har roj pizza khana sahi nahi hai isliye aaj kal thoda kam hi khaa raha hoon yaar. Jyada pizza khana sehat ke liye haanikarak hota hai. 

Pahle to main 1 din chod kar pizza khaata tha matlab ki har ek din baad pizza khata tha lekin aaj kal thoda control kiya hai. Pizza khaane me bahut maja aata hai yaar aur mujhe dominos ka pizza pasand hai aur meri bahan ko pizza hut ka pizza pasand hai lekin mujhe jo pasand hai maine wahi order kiya hai. 

Meri mummy ko pizza pasand nahi hai lekin fir bhi ek 2 tukde khaa leti hai. Baaki main aur meri bahan to sab kuch safa chat kar dete hai. Pizza mile aur hum chod de aisa ho hi nahi sakta. Kaisa bhi pizza ho mast khaata hoon. 

Sort:  

You got a 11.29% upvote from @upmewhale courtesy of @kinkarkumar!

Earn 100% earning payout by delegating SP to @upmewhale. Visit http://www.upmewhale.com for details!

You got a 3.90% upvote from @postpromoter courtesy of @kinkarkumar!

Want to promote your posts too? Check out the Steem Bot Tracker website for more info. If you would like to support the development of @postpromoter and the bot tracker please vote for @yabapmatt for witness!