Life on the water

in GEMS3 years ago

Mujhe umeed hai aap achhe se honge, dosto aaj ki photography bahut khas hai isme kaafi kuch dekhne ke laayak chije hai. Jaise ki paani me paudhe khile huye hai aur nadi me jo sunset ki kirne aa rahi hai uss se pani pura mast chamak raha hai. Dekh hi sakte ho aap sabhi log kitna mast wo chamak raha hai dekhne me kitna badhiya lag raha hai.

Jo saamne aap ko ek boatman najar aa raha hai wo ek fisherman hai jo boat se nadi me idhar udhar ghum ke fishing karta hai. Waise idhar ka paani utna saaf nahi hai warna ye najara aap ko aur bhi jyada dilchasp lagta.

Idhar ke log nadiyo ko saaf suthra rahne nahi dete hai sab kachda nadi me hi fake dete hai iss wajah se utna achha nahi dikhta hai. Lekin koi baat nahi bhai log ye najara bhi kuch bhi bekaar nahi hai kaafi mast hai. Umeed karta hoona aap logo ko pasand aaya hoga.

EXIF INFORMATION

CameraNikon D3200
Shutter Speed1/500 sec
Aperturef/5.6
ISO100
Post ProcessedAdobe Photoshop
LocationAssam

1 (1).jpg

I tried some filter effects in this photo below you can see.

Let me know which filter you liked the most. Or any advice you want to give me then feel free to do it in the comment. I will wait for it.

1 (6).jpg

1 (5).jpg

1 (4).jpg

1 (3).jpg

1 (2).jpg