The warrior

in GEMS3 years ago

Dosto kaise ho aap sabhi log aaj ki photography to aap ko jaani pahchani lag rahi hogi. Ye jagah kaafi famous hai sunset point ke liye. Guwahti ke lachit bazar me hai ye jagah. Iski photography main pahle hi kayi baar aap ke saath share kar chuka hoon. Aur iske baare me kayi baar bataya hai maine aap ko. Ye jo frame me jinki statue dikh rahi hai aap ko ye log warrior they. Unhi ki yad me ye statue banaya gaya hai. Shaam ke waqt yaha ka najara dekhne laayak hota hai logo ko kaafi pasand aati hai ye jagah.

Kayi log yaha shaam bitaane aate hai, ek achha sunset point hai ye. Main idhar jab bhi aata hoon tab photo jarur leta hoon. Aisi jagah ki photography to banti hai na bhai log. Kamaal ki jagah hai aur mahol achha hota hai yaha par shaam ka. Umeed karta hoon ki aap ko meri photography aaj ki jarur pasand aayi hogi.

EXIF INFORMATION

CameraNikon D3200
Shutter Speed1/125 sec
Aperturef/9.0
ISO200
Post ProcessedAdobe Photoshop
LocationAssam

1.jpg

I tried some filter effects in this photo below you can see.

Let me know which filter you liked the most. Or any advice you want to give me then feel free to do it in the comment. I will wait for it.

1 (4).jpg

1 (3).jpg

1 (2).jpg

1 (1).jpg

1.jpg

Sort:  


Congratulations, @anilkumar125469 Your Post Got 100% Boost By @hiveupme Curator.

upme.link

"Delegate To @hiveupme Curation Project & Earn 95% Curation Rewards"

Contact Us : CORE / VAULT Token Discord Channel or Join Us : UPMELINK Web Site