Sort:  

U. P. Main toh milna chahiye ,khair aap kabhi Mumbai aaye to jarur test karen 😊👍

Bilkul... mere idhar subah nashte me Khasta, kachori, pakode yai sab milta hain.. jo ki mujhe bilkul pasand ni hain .

Yehan mumbai main vada pav aur misal pav bhi milta hai .

Aapke wahan aaloo piyaz kachori shandar hai....lajawab....