Sort:  

Wo sab to mast lekin
Ek sawal
Directl mirchi 🌶️ kese khaa lete hon?

😜😜 mirchi k bina toh Mera khaana hi ni hota hain .... i like spicy food ..

🚨 🌶️ 🥵 Main khaa leta hun tikha
Lekin direct mirchi 🥵 Kese 🤷?

😜😜 haari waali itni tej ni hoti hain

Wo bi
Ek nai, do nai
Chaar chaaaaaaaaaar 4️⃣

hahaha... mujhe nasha hain mirchi khaane ka 😂😂

🌶️ 🥴 🥵 Kesa kesa nasha ❌ 👎 🙅

Next day problem ni hoti?
wo jane do, pimples ni aa jaa ti?

Main ek din misal paw khau, next day pimples aa jaa te hain.

hahaha 🤣😂 vo sab red chilli se hota hain...